Posts

Showing posts with the label father's Day quotes

Maa-baap ka karz nai utara ja sakta....

Duniya k saare karz utare ja sakte hain par, Maa-baap ka karz nai utara ja sakta puri jindagi bhi kam pad jayegi jitna unhone kiya puri jindagi apne bacho k liye....

Mehsoos karta hu maujoodgi aapki....

Meri jindagi me aapki kya ahmiyat hai main shabdon me bayan nahi kar sakta, Apki maujoodgi mehsoos karta hu har jagah aur har samay, Dete ho aap sath mera har mushkil paristithi me aaj bhi iss duniya se jaane k baad bhi....